درباره این دوره
Don't have enough time to apply for a lengthy Tafseer course? Here we have a solution for you!
-----------------------
*Brief Tafseer of the holy Qur'an (in Urdu)
---------------------------
Each season of the course will cover the explanation and interpretation of a whole part (Para) of Quran in just 15-20 minutes.
دورههای مرتبط
نظرات (0)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 1 in less than 15 minutes ⏳
by
Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered:
Rahmaan aur Raheem* ka farq_ 🧐
Equality ya Justice⁉️
*Quran se hidayat lene ki 1 ahem shart?*🔍
_Quran ki authenticity?_📖
Ahle Bayt (as) aur Bani Israil me kya similarity?
_HITTA kya hai?_🤨
Selective Religion 😱
_*Aqalmand hone aur Bewaqoof hone ka Quran me kya criteria hai?*_⚖️
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 02 in less than 15 minutes ⏳
by
Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered:
Musalmanon ka Pehla kahan?
Inna Lillah kab kahen?
Kya Islam harsh religion hai?
Qisaas kya hai?
Islam me itni sakht sazaen kyun?
Allah ke nazdeek sabse nafrat wala amal kaun sa hai?
Media, Films & Serials kis had tak Talaaq me asar andaaz hain?
Brief Tafsir e Quran
Para 03 in less than 15 minutes
by
Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered:
Ayatul Kursi Quran ka Urooj
Deen me koi Zabardasi nahin!?
Kya Aqeede me Zabaedasti ho Sakti hai?
J. Uzair 50 Saal ke aur unke bete 150 Saal ke kaise?
100 Saal tak Khana Taza kaise? Iska Qayamat aur Rajat se kya talluq!
Infaaq aur Riba kya hai?
Infaaq ke bare me 9 points!
Infaaq ke samne Riba*: *Infaaq dena hai baghair in return liye ---- Riba lena hai without in return diye
Dikha ke donations dena kya hamesha ghalat hai?
Riba Zina se bhi Bura!
Dain aur Qarz me farq?
Financial Agreements & Contracts ke lie 18 major points & instructions sura e Baqra ki Ayat 282 se*
Quran ki sabse badi aayat kaunsi?
Taqiyyah ko kaunsi aayat se saabit kiya ja sakta hai?
Wilayat e Takwini
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 04 in less than 15 minutes ⏳
by
Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered:
Infaaq ka 10th point? Mehboob chiz ya achi chiz?
Ideologies vs Peaceful Coexistence!
Hablullah (Allah ki rassi) kaun hain? Rasul e Akram (s) ke sabse qareebi?
Kis jang me Allah ne musalmano ki ghaibi madad ki?
Ache logon se ghalti ho jaye to tauba ki kya shart/condition? (Gunah e Saghira & Kabira)
Society me kisi se ghalti ho to kya karen?
Jang e Ohod me logo ne kya kiya? Miadan se kaun bhaga?
Deen ka paighaan hamesha mehrbani se diya jaye.
Mashware karne ke kya fayde hain?
Hamara paisa hamare lie Tauq?
Sura e Nisa aur Irs
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 05 in less than 15 minutes ⏳
by
Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered:
Temporary Shadi kya sahi hai? Khalifa 2 ne kya kaha tha?
Gunahane Saghira aur Kabira me kya difference?
Chota gunah kab Kabira ban jata hai?
Mard behtar hai ya Aurat? Gender Equality
Amaal kaise barbaad ho jate hain?
Kya Musalman apne Nabi (s) se kehte the ki (ma'azallah) hame bewaqoof banaiye?
Agar dusre hamare deen ka mazaakh udayen to kya karen?
Ulil Amr ke bare me Jabir Ibn Abdullah Ansari ne Rasul(s) se kya poocha?
Tawassul ka Aqeeda Quran se saabit!
Hadith par amal zaroori
Migration: deen bachabe ke lie sahi ya ghalat?
Aqeeda e Ismat Quran se saabit.
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 06 in less than 15 minutes ⏳
by
Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered:
Gheebat karna kab jaez hota hai?
Kya Hazrat Isaa zinda hain?
Kia Hazrat Khizr hum logon ke darmian hi zndagi basar kar rahe hain?
Ghuluw aur taqseer ke meaninigs kia hain?
Ghadeer e Khom me kya hua? Quran kya batata hai?
Ayat Wilayat kis ki shaan mein nazil hui hai?
Kya Islam ek begunah ke qatl ki ijazat deta ha?
Aur agar ek insaan ki jaan bacha li?
Kia Allah tak rasaie ke liye waseele ki zarurat hai?
momenin ke wali aur sarparast koun hain?
Kia wali dost ko kehte hai ya iske mana kuch aur hain?
Ruku ki Halat mein kisne zakaat di?
Kya Hamare paighambar ne bataya tha ke unka janasheen koun hoga?
Wo koansa paigham tha ke jiske na pahunchane ki wajah se Rasullullah ki Risalat Khatre mein pad sakti thi?
Trinity kia Hai?
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 07 in less than 15 minutes ⏳
by
Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video
Summary of Aayats covered in this video:
00:00 Introduction
00:22 Najashi kaun tha? (Mai’da/83)
03:56 Najashi ke darbar me Christians Aalimo ke girya karne ka sabab kya tha? (Mai’da/83)
04:48 Kya Najashi Musalman aur Momin tha? (Mai’da/83)
05:12 Rohbaniyat kya hai? Kya islam use accept karta hai? (Mai’da/87)
06:58 Extremist kise kehte hain?...kya uske amal ko Allah pasand karta hai?(Mai’da/87)
08:00 Kya majority haq pe hote hain? (Mai’da/100)
08:30 Quality dekhna chahiye ya Quantity? (Mai’da/100
09:35 wilayat e takweeni kise kehte hain? (Mai’da/101)
10:10 Introduction of Surah An'am
10:28 Farishte ambiya kiyun nahi ho sakte?(An'am 8-9)
11:25 Kya farishte insaan ke liye idiol ban sakte hain?(An'am 8-9)
12:20 Kya Allah par bhi koi cheez wajib ho sakti hai?(An'am 12)
13:10 Kya ghalat aqeede ki himayat karna sahi hai?(An'am 76)
14:40 Allah ka koi maaddi jism kyun tasawwur nahi kiya ja sakta? (An'am 103)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 08 in less than 15 minutes ⏳
by
Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video :
00:00 introduction
01:21 Kya murda dilon tak haqeeqat pahunchana zaroori h?Kat hujjat k samne hujjat kaisi? (An'am/111)
02:23 Kya zalim wali ho sakta hai? Wilayat ka ta'lluq sirf duniya se h ya akhirat se bhi ? (An'am/129)
03:07 Kya abortion karana sahi h?
Jab Allah raziq hai to hum mehnat q Karen?(An'am/151)
04:58 introduction of surah A'raf
05:39 Shaitan insano se kaise afzal ho sakta hai? (A'raf/12)
06:35 Aag aur mitti ka comparison!
Kya ego insan ko is baat pe majboor karti h k wo ghalat cheez ko sahi bana kar present kare? (A'raf/12)
07:06 Kya J. Adam gunehgaar the? (A'raf/23)
07:48 Kya gunah ki bhi aqsaam hoti h? (A'raf/23)
07:57 (A'raf/23) Tarke awla kise kehte h?
09:00 Allah ne J. Adam ko saza kyun di…(A'raf/23)
09:52 Libas kaisa hona chahiye? (A'raf/26)
10:20 Ye Taqwa ka libas kaisa hota h? (A'raf/26)
10:39 Taqwe k libas k baare mein Imam baqir (as) ne kya farmaya ?(A'raf/26)Libase iffat kise kehte h?
11:37 Kya khuda ne khana aur peene se roka h?
To ye israaf kya h?(A'raf/31)
12:14 (A'raf/44) Jannati Jahannami se kya sawal karenge?
12:40 (A'raf/44) Jannat se awaz kaun lagaega?
12:52 (A'raf/46) A'raf kise kehte hain?
13:00 (A'raf/46) A'raf se Jannat ka rasta kin k liye aasan hoga?
15:32 (A'raf/49) Momineen jannat me kaise dakhil honge?
16:44 (A'raf/54) Allah ne duniya ko 6 din me kaise banaya?
17:49 (A'raf/80) J. loot k zamane me logo ke kis amal ko Allah pasand nahi karta tha?
18:20 (A'raf/83) Janabe loot ki zauja ko Allah ne kyun najaat nahi di?
Unki ghalti kya thhi?
19:07 (A'raf/59 ) Janabe Nooh ki zauja aur bete kashti par kyun sawar nahi hue?
20:20 Hum minna Ahlal bait ki manzil par kab pahunch sakte hain?
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 09 in less than 20 minutes ⏳
by
Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video :
00:00 Introduction
00:51 Barkaten nazil hone ka formula kya hai?(Aa’raf/96)
01:37 Janab e Musa ki zindagi ke mukhtalif marahil
02:27 Janabe Musa ki Ghaibat, kya Hazrat Ali ki Janashini is Ayat se Sabit hoti hai (Aa’raf/142)
05:42 Kya Khuda ko dekha ja sakta hai? (Aa’raf/143)
07:06 Kya Allah ki rehmat uske Ghazab se bhi wasee
Hai (Aa’raf/156)
07:43 Kya ummi anpadh ke mana mein hai? (Aa’raf/157)
10:29 Balam e bau’oora koan tha? agar koi apni zindagi ki ibteda mein Allah ka mehboob banda ho to kya zindagi ke Aakhir mein bure aamal kar ke bhi uska mehboob reh sakta hai? (Aa’raf/175)
13:05 Ek leadar mein kya Khususiyat honi chahiye (4points)(Aa’raf/199-200)
14:41 Jab Quran padha jaye to kya use sunte sunte doosre kaam kar sakte hain?(Aa’raf/204)
15:00 Sura e Anfal ka Introdutoin, Islam ka economic system, Baitul maal ka Nizaam kab wujud mein Aya?
16:17 Sacche Momenin ki sifaat kya hain? (Anfaal/02)
16:57 Kya Auliya Allah ke afa’aal Allah ke afa’aal hain? Jang e badr mein Musalamano ki jeet ka kya sabab tha? (Anfaal/17)
18:34 Azab ke door rehne ke asbab kya hain?(Anfaal/33)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 10 in less than 20 minutes ⏳
by
Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video :
00:00 Introduction
00:44 Kya Ahkam e Ilahi ko sirf Quran ki help se jaan sakte hain? (Anfal/41)
01:52 Allah insan ki life ko kab change karta hai? (Anfal/53)
02:10 Allah insan ki ZINDAGI ko kab behtar/badtar karta hai? (Anfal/53)
02:59 Kya insan ki uplifting aur progress me Allah bhi help karta hai?(Anfal/53)
03:23 Starting of surah Taubah
03:27 Is surah k shuru me Bismillah kyun nahi hai?(Taubah/1)
04:05 Allah kin logo se bezaar hai? (Taubah/1)
04:45 Is Ayat k nuzool k waqt Mushrikeen kaun sa aisa kaam karte the jise Allah pasand nahi karta thha ? (Taubah/1)
05:33 Allah k nabi ne is Surah ka message kiske zariye mushrikeen tak pahunchaya? (Taubah/1)
06:10 Allah ne khalifa e Awwal ko is ayat ka message pahunchane se kyun roka? (Taubah/1)
07:33 Imam Ali (as) ne is aayat ko apni khilafat sabit karne k liye kahan par proof k taur par pesh kiya? (Taubah/1)
07:59 Masjiden kaise aabad reh sakti hain?(Taubah/18)
08:53 Rasool k chacha Janabe Abbas aur Shaiba se Imam Ali (as) kis tarah afzal hain? (Taubah/19)
10:14 Kya Masjid ka mutawalli hona ya uski khidmat karne se insan ba fazilat ho jata hai?(Taubah/19)
Agar nahi to insan ba fazilat kaise ho sakta hai?
10:45 Islam ka parcham kab saari duniya me nazar aayega? (Taubah/32-33)
11:16 Mah-e-Haram kise kehte hain?(Taubah/37)
11:40 Wo 4 Mah-e-Haram kaun kaun se hain?(Taubah/37)
11:48 Kya mahino ko shift kiya ja sakta hai?(Taubah/37)
13:11 Rasool e khuda ko kaan kyun kaha gaya hai?(Taubah/61)
13:35 Abdullah bin Naftal/Abdullah bin Nufail kaun tha?(Taubah/61)
14:42 Allah ke Nabi ko aziyat dene walo ka anjam kya hoga?(Taubah/61)
14:56 Summary of jang-e-Tabook (Taubah/64-65)
16:08 Jang-e-Tabook me to Imam Ali(as) Nabi(s) k sath nahi thhe to aap ki madad kisne ki?(Taubah/64-65)
17:20 Kab excuse Gunaah se bhi badtar ho jate hain?(Taubah/65)
17:44 Allah ke nabi k sath mazaq karna kaisa hai?(Taubah/65)
18:16 Kin logo k liye Nabi(s) istighfaar nahi karte hain?(Taubah/80)
18:50 Kya Allah Nabi(s) ki har dua ko qabool karta hai?(Taubah/80)
Masoomeen (as) kin logo ki shifa’at nahi karenge?
20:05 Conclusion of Para 10
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 11 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video ;
00:00 Introduction
01:05 Zakat aur Khums ka falsafa kya hai (Taubah/103)
01:51 duniya mahzar e Khuda hai, Kya Rasool e Khuda aur Ahlebait (as)ke saamne hamare aamaal pesh hote hain?(Taubah/ 105)
03:01 kya jahnnamiyon ke liye dua karna sahi hai?(Taubah/113)
03:44 Sadeqeen koan hain?(Taubah/114)
04:07 Education/ jang?Islam ki priority kya ? (Taubah/122)
06:08 Paighambar e Akram ki ek khas khususiyat! (Taubah/128)
07:15 Introduction Sura e Yunus
07:34 Kya Allah Azab Nazil karne mein Jaldi karta hai ?! (Yunus/11)
08:51 Hamari aankh aur kaan kiski property ?! .(Yunus/31)
09:33 Kya Quran jaisi kitab likhi jaa sakti hai?hamein kaise pata chalega ke jo Quran jaisi Kitab likhi jaa rahi hai wo Quran ki tarah hai ya nahin?(Yunus/38)
11:16 Khuda se dosti aur dar. (Yunus/62)
12:07 Kashtiye Nijaat kaun?(Yunus/73)
12:55 Kya Akhri waqt mein Taubah qabool ho sakti hai? (Yunus/ 90 - 91)
15: 04 Firaun ka Badan badan Samandar se bahar kiyun nikal aaya.(Yunus/92)
16:02 Janab e Yunus ki Qaum ne aisa kya kiya ke unka Azab tal gaya( Yunus/98)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 12 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video ;
00:00 Introduction
00:30 Kya Rizq baghair mehnat aur koshish ke mil sakta hai? Ayemma (a) ko Mehnat karne ki kya Zarurat hai unhen to Allah ne Ikhtiyarat de rakhe hain?(Hud/06)
03:07 Paighambar (s) ke sath Shahid ban kar kaun Aaya?(Hud/17)
03:35 Doosron ke Hansne aur mazaaq udane
ki wajah se kya hum Haq ka raasta chod dein? (Hud/23)
05:50 Quran ki sab se faseeh o baleegh Ayat !! Janab e Nooh ka beta unka haqiqi beta tha ya munh bola beta tha? Khooni rishta me’yar hai ya Taqwa (Hud/44)
07:47 kya jahannami Apni saza pakar jannat mein jaa sakte hain?( Hud/ 107)
08:48 Introduction Sura e Yusuf & Dastan e Hazrat Yusuf
Kya ek chhota baccha bol sakta hai?
15:42 Kya Rab ka lafz Ghair e Khuda ke liye Istemaal ho sakta hai?(Hud 42,50)
Rab ke mana kya hain?
17:30 Hazrat Yusuf ka khwab ki tabeer batana(Hud/36)
18:18 Badshah e Misr ka khwab dekhna
19:00 Janabe Yusuf qaid khane se kaise chhute?
19:25 Hazrat e Yusuf ka sabr Janab e Yusuf ko tamam sakhtiyon ka samna karna pada
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 13 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video ;
00:00 Introduction
00:40 Nafs e Ammara kya hai? aur kya wo insaan ko buraiyon ki taraf le ja sakta hai!? ( Yusuf/53)
03:51 kya ahtiyat ka rasta Ikhtiyar karna Khuda par tawakkul karne ke manafi hai?(Yusuf/67)
04:50 kya Janab e Yaqoob Ilme Ghaib jaante the?( Yusuf/68)
06:22 kya Janab e Yusuf ke bhai apni khwaheshate nafsani ki pairawi karte the?( Yusuf/83)
07:22 Kya girya o zari bidat hai agar hai to janab e Yaqoob ne Janab e Yusuf ke firaaq mein girya kyun kiya? (Yusuf/84)
07:52 Sabr e Jameel kya hai?Kya Girya karna aur Sabr e Jameel ek doosre ke opposite hai? ( Yusuf/86)
08:36 Allah ki Rehmat se kaun mayus hota hai?( Yusuf/87)
09:07 Janab e Yusuf ka Qissa Imam e Zamana (a) ki Ghaibat se kya rabt rakhta hai? Kya Khatakaron ko unki Ghalti sudharne ka moaqa dena chahye?(Yusuf/88)
11:19 Jab qudrat hasil ho jaye to kya jin logon ne hamein sataya tha unse badla liya jaye ya unhein maaf kar diya jaye,paighambar (s) ne fath e makkah ke baad makke walon ke sath kya kiya?(Yusuf/92)
12:04 Ahlebait(as) se tawassul kounsi aayat se sabit hota hai?kya tawassul bidat hai?(Yusuf/97)
13:03 Itaa’at mein shirk ka kya matlab hai?(Yusuf/106)
13:38 Introduction sura e ra'd
13:58 Munzir koan? Hadi kaun? (ra’d/07)
14:21 Haqq o Batil ke liye Allah ne kya misaal di?(ra’d/17)
14:51 Laoh e Mehw o Isbaat kya hai? Lauh e Mehw o Isbaat aur loah e mehfooz mein kya farq hai? (ra’d/39)
16:33 Introduction Sura e Ibrahim
16:41 Kya har zaban mein deen ko explain karne wala zaruri hai?(Ibrahim/04)
17:20 kya shukr nematon mein izafe ka sabab hai aur kufran e nemat, nemton ke khatm hone ka bais hai?(Ibrahim/07)
18:02 Shaitan Qayamat ke din kya kahega?kya hamare rah e raast se bhatkn e mein hum khud qasurwaar hain ya shaitan? (Ibrahim/22)
18:53 Kis khatun ke amal ko Allah ne sayi ke unwan se Haj mein wajib qarar de diya (Ibrahim/37)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 14 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video ;
00:00 Introduction para 14
01:03 Kya Quran mein tehreef ho sakti hai?(Hijr/09
01:59 Allah ke paas tamam khazane maujood hain.(Hijr/21)
02:41: Insaano ke aamaal mein shaitan ka kya kirdaar hai?(Hijr/42,43)
03:59 Kya budhape aulad hona mumkin hai? Kya ek fard ka tulani umr tak zinda rehna mumkin hai?(Hijr/52)
06:49 Introduction Sura e Nahal
07:15 kaunse fruits ziyada fayedemand hain? (Nahal/11)
07:35 pahadon ke khalq karne ka falsafa kya hai?(Nahal/15)
08:31Sitaron ke khlalq karne ki hikmat kya hai?(Nahal/16)
08:58 Kya Sirf Kitabe Khuda kafi hai ya uske explain karne wale ka bhi hona zaruri hai?(Nahal/44)
10:42 kya beti ka paida hona Zillat ka sabab hai? (Nahal/58)
11:31kya Shehed mein shifa hai? (Nahal/68)
12:12 Imaan aur shirk ki misaal kya hai? Kya buton ka pujna behtar hai jo apni bhi hifazat nahin kar sakte ya Allah ki ibadat jiske hath puri duniya ka ikhtiyar hai?(Nehel 75,76)
13:42 kya mard aur aurat mein Iman aur amal e saleh ke etebaar se farq hai?(Nahal/97)
14:38 Allah par jhuta bohtaan kaun log lagate hain?kya momin kabhi jhoot ki pairawi kar sakta hai? Kya Taqayya karna jaiz hai? (Nahal/105)
16:09Tauba qabool hone ki kya shart hai? ( Nahal/119)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 15 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video ;
00:00 Introduction Sura e Isra
02:09 Hamari dua kyun qubool nahin hoti?( Isra/11)
03:02 Dunyawi rasm o riwaj ki haqeeqat kya hai? (Isra/13)
04:44 Kya Insaan apna sab kuch rahe Khuda mein luta de? paise na hone ki wajah se apne bachon ko dunyawi zaruriyat se mehroom karna sahi hai? ( Isra/29)
05:38 Jis cheez ke bare mein hum nahin jaante to kya hamein uski taraf jaana chahye?kya social media par baghair soche samjhe kuch bhi share karna sahi hai? ( Isra/36)
07:19 Duniya ki har chiz Allah ki tasbih karti hai?(Isra/44)
07:36 Hamse alag aqeeda rakhne walon se kaisi guftgu ki jaye? Apne deen ko doosro tak pahuchane ka behtreen raasta kya hai(Isra/53)
08:13 Allah ne Shaitan ko mohlat kyun de di? Kya shiatan Aawaz ke zaeye behka sakta hai? Kya shaitan hamare maal aulad mein hamara shareek ho sakta hai?(Isra/63,64)
10:40 Jo log hamare hum fikr nahin hain kya hum unki tehqeer kar sakte hain?(Isra/70)
11:22 Ruh ki haqiqat kya hai?(Isra/85)
13:13 Insano ki hidayat ke liye farishte kyun nahi aaye?(Isra/93,94)
14:57 Allah ne Quran ko dhire dhire kyun nazil kya?(Isra/106)
15:53 Introduction Sura e Kahaf Daastan e Ashab e kahaf
18:21 Kya zulm hamesha baqi reh sakta hai?
19:00 Kya ashab e kahaf ab tak zunda hain?
20:12 Jab insaan keh raha ho ke wo kal fulaan kaam ko karega to use kya kehna chahye? (kahaf/23)
20:37 Kafir ke paas bahut sari nemetein dekh kar hamein kya karna chahye? (Kahaf/39)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 16 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video ;
00:00 Introduction para 16 Dastan e Hazrat Musa aur Khizr
03:30 Hazrat e Khizr ne kashti mein surakh kyun kya? Bache ko kyun qatal kya? Tuti hiu deewar kyun sahi ki?
04:13 Bacche ko jurm karne se pehle kyun qatl kar dya Hazrt e Khizr aur doosre ke maal uski ijazat ke baghair tasarruf kyun kya?
06:01 Kya Auliya Allah Ilme ghaib jaante hain?( Kahaf/65)
07:22 Kya har zamane ke nabi ko sab se bada aalim nahin hona chahye?
07:55 Zulqarnain koun the?( Kahaf 84 - 95,96)
08:35 Sab se badtareen Aamal rakhne wale kaun log hain? (Kahaf/104)
09:08 Introduction Surah e Maryam
09:41 Janab e Yahiya aur Imam Husain (as) mein kya similarities hain?
10:47 Insaan ke liye sab se sakht marahil kya hain? Maryam/15)
12::10 Hazrat Maryam ne Hazrat Isa ki paidaish ke baad kya khaya tha?(Maryam/25)
12:23 Wo kaunse nabi hain ke jinhein bachpan mein Nabuwat Mili? Kya koi ahem uhda pane ke liye bada aur umr rasida hona zaruri hai?( Maryam/30)
13:30 Kya Na umeed hona sahi hai?Kya tawassul ka Aqida sahi aqeeda hai? ( Maryam/42-47)
14:10 Deen ke ahkaam sikhane ke liye kahan se shuruat karni chahye? (Maryam/55)
14:31 Kya duniya ke sab log jahannam mein dakhil honge?(Maryam/71)
14:54 Qayamat ke din kis ko sifarish karne ki ijazat hogi? (Maryam/87)
16:00 Introduction Surah e Taha
16:17 Ek leadar mein Khususiyat honi chahiye?Kya har Nabi ke liye jaa nasheen banana zaruri hai? ( Taha/25-29)
17:37 Janab e Musa kyun dare?Taha/67)
18:13 Qayamat ke din kin logon ki shifa’at ki jayegi? Kya Shifa’at ka aqeeda sahi hai?(Taha/109)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 17 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video :
00:00 Introduction para 17
00:30 Qayamat Qareeb hai yani kya? (Anbiya/01)
01:20 Agar do Khuda hote to kya hota?(Anbiya/22)
02:36 Farishtey kin logon ki Shifa’at karenge? Kya shifa’at ek Qurani Aqeeda hai? (Anbiya/28)
03:23 Jandaron ki zindagi ke liye sab se aham chiz kya hai?(Anbiya/30)
03:43 Kya Jaldbazi karna sahi hai? ( Anbiya/37)
04:38 Kya Hazrat Ibrahim ne jhoot bola tha? (Anbiya/63)
05:40 Kya Anbiya Imam bhi hain? Imamat ka matlab kya hai?(Anbiya/73)
06:22 Janab e Ayyub par Musibatein aur sakhtiyan kyun aayi? (Anbiya/83)
08:52 Allah apne Gunah gaar bandon par Azab nazil karne mein jaldi kyun nahin karta?( Anbiya/111)
09:44 Introduction Surah e Haj
10:11 Kya Qayamat lazmi hai?(Haj/5,6)
10:30 Qayamat ke din har qaum ka faisla kiya jayega.
Sayebin kaun log hain?(Haj/17)
12:01 Kabe ki Bunyad kisne rakhi? (Haj/26)
12:44 Kya Qurbani ka gosht aur khoon Allah tak pahunchta hai?(Haj/37)
13:40 Musalmano ko Jihad ki Ijazat kyun di gayi?(Haj/39)
14:40 Janab e Ibrahim Tamam Musalmano ke baap hain?( Haj/78)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 18 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video :
00:00 Introduction para 18 (surah e Mominoon)
01:00 Hum Haqiqi Momin kaise banein?
01:53 Khushu yani kya? (Mominoon/02)
04:13 Khushu paida hone ke liye hum kya karein?
06:47 Laghw kise kehte hain?(Mominoon/03)
09:07 Sunnate Ilahi ka matlab kya hai? Kya Allah faqat apne khas bandon ka imtehan leta hai ya puri Insaniyat ka?(Mominoon/30)
10:07 Qayamat ka Zikr (Mominoon/85-89)
10:15 Barzakh kya hai?Kya barzakh mein shifa’at mil sakti hai?(Mominoon/100)
11:10 Kya Allah ne Insaan ko baghair kisi maqsad ke khalq kar diya hai?(Mominoon/115)
11:39 Introduction Surah e Noor
12:21 Gunah ko Aam karne walon ki saza kya hai? (Noor/19)
13:39 Kya Mard bhi parda karein?(Noor/30,31)
14:37 Shadi ka Hukm, Insaan ki Fitrat ka taqaza hai?(Noor/32)
17:41 Allah ke Rasool ko kaise pukarein?(Noor/63)
18:27 Introduction Surah e Furqaan
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 19 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video :
00:00 Introduction para 19 (Furqan/21)
00:46 Insaan ki zindagi mein dost ka kya kirdar hai? ( Furqaan/28)
01:59 Quran Aur Ahlebait (as) ki mazlumiyat.(Furqaan/30)
02:56 Allah ke sacche bandon ki Sifaat kya hain?(Furqaan/63,54)
04:24 Kya bure kamon ko acche kamon mein tabdeel kiya jaa sakta hai?( Furqaan/70)
05:21 Dua ki ahmiyat kya hai? (Furqaan/77)
05:57 Introduction Surah e Shoa’ra
06:31 Qurb e Ilahi?( Shuara/42- 47)
09:47 Kya Aqaid mein taqleed jaiz hai?(Shuara/74,75)
12:30 Lisaane Sidq se Murad koan hai?(Shuara/84)
13:19 Qalb e Saleem kya hai? Qalb e Saleem ki Khususiyaat kya hain?( shuara/89)
14:35 Israaf kya insaan ke amal mein bhi hoti hai?(Shuara/151,152)
15:19 Kya Naqa e Saleh ko puri qaon ne mara tha to un sab par azaab kyun hua?(Shuara/157)
16:10 Quran Homosexuality ke bare mein kya kehta hai? (shuara/165/166)
18:25 Introduction Surah e Naml
18:41 Kya Anbiya ek doosre se miraas le sakte hain?(Naml/16)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 20 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video :
00:00 Introduction Para 20
00;46 "Muztarr" kaun hai? (Naml/66)
01:26 Aqida e Raj’at kya hai?(Naml/83)
02:42 Introduction Surah e Qasas
03:14 Mostazafin se kaon log murad hain? Zameen ke waris kaun log honge?(Qasas/05)
04:23 Momin e Aale Firuon aur Taqayye ka jawaz!! (Qasas/20)
05:06 Janab e Musa ka Apne parwardigar se guftugu ka kya andaz tha? (Qasas/24)
06:49 Firuon ka takabbur (Qasas/39)
06:58 Kya Gumrah logon ke bhi Imam Hote hain? (Qasas/41)
07:37 Kya Islam Mal o Daulat ko use karne ka mukhalif hai? (Qasas/77)
11:15 Allah ne apne Rasool ko Makkah kaise wapas paltaya?(Qasas/85)
11:54 Introduction Surah e Ankaboot
12:28 Allah apne bandon ka imtehan kyun leta hai?(Ankaboot/02)
12:54 Agar waledain Gumrahi ka hukum dein to kya unki itaa’at karni chahye? (Ankaboot/08)
14:20 Allah ne Duniya mein ghoomne ka hukum kyun diya hai?(Ankaboot/20)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 21 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video :
00:00 Introduction Para 21
01:04 Jo log Allah ke munkir hain kya unki fitrat bhi is haqiqat ka inkar karti hai?(Ankabut/61)
03:04 Introduction Surah e Rom
04:27 Kya Khums o Zakat dene se maal mein kami aati hai?
Allah se Tijarat kaise hogi? (Rom/07)
05:33 Quran Shadi ka falsafa kya bayan karta hai?(Rom/21)
06:33 Insano ke Rang aur Zaban mein farq kyun rakha gaya hai? (Rom/22)
06:57 Kya gifts dekar apne haq mein faisla karaya ja sakta hai?(Rom/39)
07:28 Kya Allah par zaruri hai ke wo momenin ki madad kare?(Rom/47)
07:47 Jo log Haqiqat se nashnas hote hain kya wo murda hain?(Rom/52,53)
08:42 Introduction Surah e Luqmaan
09:44 Quran takabbur ke bare mein kya kehta hai?(Luqmaan/18,19)
10:10 Kya Allah ke alawa koi aur bhi Ilm e Ghaib jaan sakta hai?(Luqmaan/34)
11:52 Introduction surah e Sajda
12:10 Introduction Surah e Ahzab
12:16 Kya Nabi ki Zaujaat ko Ghalti par dugoni saza di jayegi? (Ahzab/28,29)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 22 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in video :
00:00 introduction of para 22
00:21 Nabi (s) ki agar koi biwi ghalti kare to unhe do barabar saza kyun aur agar acha kaam karen to ajr do barabar kyun?(Ahzab/31)
01:01 Arabic me samne baithi Aurto k liye kin words ko kaise use kiya jata hai? (Ahzab/33)
01:35 Is Aayat k end me guftgoo ka andaz kyun change ho jata hai? (Ahzab/33)
01:47 Aayate Tatheer
02:05 Ahle Bait (as) Nabi kaun hain?
02:26 Hamare pyare Nabi k mu bole bete ka kya naam thha?(Ahzab/37)
03:06 Janabe Zaid bin Harisa aur Janabe Zainab binte jahash ki shadi kisne karwayi?(Ahzab/33)
03:22 Janabe Zainab binte jahash is shadi se naraz kyun thhi?
04:32 kya mu bole bete ki talaq shuda biwi se shadi ki ja sakti hai?(Ahzab/33)
05:15 Kya mu bole bete aur haqeeqi bete me koi farq hota hai? (Ahzab/33)
05:25 Paighambar (s) ki rishtedari unke mission ke according hoti hai(Ahzab/40)
06:20 kya Shio’n k aqeede k mutabiq Paighambar (s) akhri Nabi hain? (Ahzab/40)
06:35 kya Shio’n k aqeede k mutabiq Imam Ali (as) Nabi ya Rasool thhe? (Ahzab/40)
06:46 Hamare pyare Nabi (s) ne itni shadiyan kyun ki? (Ahzab/50)
09:16 kya Paighambar (s) ne ye shadiyan Allah k hukm se ki thhi? (Ahzab/52)
09:42 Ayat e Salawat kis aayat ko kehte hain?(Ahzab/56)
10:18 Incomplete/ Naqis Salawat se murad kya hai?
10:40 Hijab karna better kyun hai?(Ahzab/59)
11:29 Hijab se pehchene jane ka matlab kya hai? (Ahzab/59)
12:35 Iffat ka Parda kaun sa parda hai?
13:24 Zaban ki kya importance hai? (Ahzab/70)
13:45 Imam Sajjad (as) ne Zaban k baare me kya irshaad farmaya?
14:31 Introduction of Surah Saba
14:53 Janab e Dawood ko Allah ne kaun kaun si khaas nemate ata ki hain?(Saba/10-11)
16:14 Janabe Sulaiman ki maut k baad bhi log unhe zinda kyun samajhte rahe aur unke inteqal k baare me logo ko kaise pata chala?(Saba/14)
17:22 Infaaq karne ke kya fayde hain? (Saba/39)
17:39 Introduction of Surah Fatir
17:53 Insan ko izzat kaun bakhshta hai?(Fatir/10)
18:06 Ulema ki sifat kya hain?(Fatir/28)
18:25 Introduction of Surah Yaseen
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 22 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in this video
00:00 Introduction
01:15 Kya Quran me “Vega planet” ke bare me tazkira hai? Suraj ke orbit me rotation aur revolution ka tazkira? (Yaseen/38,39)
03:34 Infaaq karne ke qanoon ka falsafa kya hai? (Yaseen/47)
04:19 Bahishtiyon ke liye special Salaam? (Yaseen/58)
04:48 Photosynthesis ka tazkira Quran me? (Yaseen/80)
06:48 Introduction Surah Saffaat
07:11 Allah ke “Mukhlas” bandon ki Khususiyat kya hain? (Saffat/40,41)
08:14 Janabe Yunus ne ummat k liye azab ki dua kyun ki?
08:54 Kyun Janabe Yunus ki ye dua unke liye imtehan ka sabab ban gayi? (Saaffaat/139-144)
09:28 Janabe Yunus ka machhli ke pet me jane ka kya sabab tha? (Saaffaat/139-144)
11:30 Introduction of Surah Saad
11:49 Allah ne Janabe Sulaiman ka imtehan kis tariqe se liya?(Saad/34)
13:34 Janabe Yasaa aur Janabe Zulkifl kaun the? (Saad/48)
14:02 Introduction of Surah Zumar
14:24 Kya Islam Aalim o Jahil ko barabar dekhta hai? (Zumar/9)
14:56 Musalaman ki kis sifat ko khuda pasand karta hai?(Zumar/18)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 24 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
---------------------------
Topics covered in this video :
00:00 Introduction
00:21 Kis shakhs ne Rasoole Khuda (s) ki tasdeeq ki? (Zumar/32-33)
01:56 Kya sach me sote hue insan ki rooh uske jism se alag ho jati hai? (Zumar/42)
03:51 Allah hamare tamam gunaho ko kis soorat me bakhsh sakta hai? (Zumar/53)
04:27 Anbiya aur Aimma ki Ismat; ilm ya bandish?(Zumar/65)
07:38 Introduction of Surah Ghafir
08:07 Allah k dushman kaun hain? (Ghafir/4)
08:56 Do martaba maut aur do martaba Hayat ka kya concept hai? (Ghafir/11)
10:04 Kya Taqayya ghalat aqeeda hai? (Ghafir/28)
11:33 Kya Aurat aur Mard barabar hain? (Ghafir/40)
12:23 Koshisho k baad bhi koi result na mile to hame kaun si Ayat padhni chahiye? (Ghafir/44)
13:44 Allah kin logo ki madad karta hai?(Ghafir/51)
14:14 Dua ki kya ahmiyat hai?(Ghafir/60)
15: 13 Kaun se educated log arrogance show karte hain? (Ghafir/83)
15:55 Introduction of Surah Fussilat
16:17 Qayamat me hamare body parts hamare khilaf kyun gawahi denge? (Fussilat/20)
16:57 Wo kaun si aisi chabhi hai jiske zariye sa’adat k darwaze khole ja sakte hain?(Fussilat/30)
17:26 Kya burai ka jawab burai se diya ja sakta hai? (Fussilat/34)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 25 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
00:00 Introduction Para 25
00:44 Deeni Talimat ke Manne aur inkaar karne wale mein kya farq hai?(Fusselat/52)
04:33 Introduction Surah e Shura
05:08 Kya Tamam Asmani Adyan ka base ek hi hai?( Shura/13)
07:15 Mavaddat fil Qurba ka kya matlab? (Shura/23)
08:42 Mashware ki ahmiyat kya hai? (Shura/38)
10:00 Introduction Surah e Zukhruf
10:41 Allah ke Intekhab ka meyaar malo doalat hai ya kamalat?(Shura/31)
12:38 Kuan log Shifa'at karenge?(Zukhruf/86)
13:36 Introduction Surah e Dukhan
14:01 Quran kab nazil hua? (Dukhan?03)
14:28 Kya Allah baghair Imtehan ke apni post kisi ko bhi de deta hai?(Dukhan/32,33)
15:13 Qaum e Tubba kaun the?(Dukhan/37)
16:07 Introduction Surah e Jasiyah
16:33 Kaunsi Nematein Duniya ki Hayat ka sabab hain?(Jasiyah/05)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 26 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
Topic covered in this video:
00:00 Introduction
00:35 Qayamat mein Allah kin logo ko bhula dega/ un par tawajjoh nahi karega? (Jasiyah/33)
01:04 Introduction of Surah Ahqaf
01:37 Abdullah bin Salam kaun tha? (Ahqaf/10)
02:29 Ulul Azm Paighambar kaun hain?(Ahqaf/35)
05:45 Introduction of Surah Muhammad
06:05 Islam ka servants ke liye kya stance hai?(Muhammad/4)
06:56 Islam ne Ghulamo aur Kaneezo ko instantly azad kyun nahi kiya? (Muhammad/4)
09:11 Kin logo se dosti nahi karna chahiye? (Muhammad/22)
10:23 Fath Mubeen se kya murad hai? (Fath/1)
13:02 kya “Zanb” ka matlab Gunah hai?(Fath/2)
14:29 Baiyate Rizwan kaun si baiyat hai?(Fath/10)
15:02 Allah ne Momineen ko kis kamyabi ki khabar di?(Fath/18)
16:21 Momineen ki kin sifaat ko khuda ne bayan kiya hai?(Fath/29)
16:39 Introduction of Surah Hujurat
17:03 kya Fasiq ki baaton ko qabool kiya ja sakta hai?(Hujurat/6)
17:23 Allah k nazdeek mazaq/ taunt karne ka aur bad nicknames ka kya hukm hai? (Hujurat/11)
17:57 Imaan k baad Fisq ki taraf nahi jana chahiye, isse kya murad hai? (Hujurat/11)
19:10 Introduction of Surah Qaaf
19:21 Allah ko kyun hamesha hazir o nazir jaanna chahiye? (Qaaf/16)
19:32 Introduction of Surah Zariyat
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 27 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
Topic covered in this video:
00:00 Introduction
00:21 Farishton ne Janabe Ibrahim ko kaun si khush khabri di?(Zariyat/31)
02:10 Allah se Dushmani ka kya nateeja hota hai?
02:41 Kya Allah ne living/non living species sab ko zauj/pair ki shakl me paida kiya hai?(Zariyat/49)
Proton vs Electron
04:08 Allah ne Insano aur Jinnato ko kis maqsad se khalq kiya hai?/ Ibadate Zahiri aur Ibadate Batini se kya murad hai? (Zariyat/56)
06:16 Introduction of Surah Toor
07:26 Kya Qayamat mein Allah Momin k paas unke ghar walon ko bhej dega? (Toor/21)
08:36 Introduction of Surah Najm
09:10 Meraj me Rasool k sath kaun se waqeat pesh aaye?(Najm/7-10)
10:39 Momineen Gunah e Kabira anjam nahi dete lekin ‘Lamam’ me mubtila ho jate hain? Lamam kya hai? (Najm/32)
11:35 Kya Allah bina Mehnat kiye bhi hum ko reward deta hai?(Najm/39)
12:18 Introduction of Surah Qamar
12:46 Rasoole Khuda ne chand k do tukde kyun kiye the?(Qamar/1)
14:16 Allah ki banai hui shariyat par amal karna Sakht hai ya Aasaan? (Qamar/17)
14:41 Kya Islam din k manhoos/nek hone ke concept ko qabool karta hai? (Qamar/19)
16:16 Kya manhoos din me travel kar sakte hai? Imam Sadiq (as) ne kya solution bataya hai?(Qamar/19)
16:41 Introduction of Surah Rahman
17:58 Introduction of Surah Waqiah
18:21 ‘Sabiqoon’ kaun hain?(Waqiah/10)
20:09 Janabe Ibrahim ko Aag koi nuqsan kyun na pahuncha saki?
20:49 Introduction of Surah Hadeed
21:20 Allah ko kaun qarz deta hai?(Hadeed/11)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 28 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
Topic covered in this video:
00:00 Introduction
00:16 Introduction of Surah Mujadila
00:38 “Zihaar” divorce kise kehte hain?
03:53 Introduction of Surah Hashr
05:06 “Fai” kise kaha jata hai? Kya Baghe Fidak “Fai” h?(Hashr/7)
06:20 Agar Quran pahad par nazil hota to wo bhi toot jata isse kya murad hai? (Hashr/21)
07:17 Kin Ayato k padhne se Insan ko bimari se shifa milti hai? (Hashr/23-24)
07:58 Introduction of Surah Mumtahanah
08:15 Non Muslims k sath relations kaise hone chahye? (Mumtahanah/8)
10:26 Islam aur Aurat ki ahemmiyat (Mumtahanah/12)
11:32 Introduction of Surah Saf
12:07 Janabe Isa ne Paighambar (s) k baare me kya farmaya? (Saf/6)
12:19 Introduction of Surah Jumuah
12:34 Introduction of Surah Munafiqun
13:37 Jab Munafiqeen Sach bol rahe the tab bhi Allah unhe jhoota kyun keh raha hai?(Munafiqun/1)
15:34 Masoomen (as) ki nigah me Munafiq kaun hai?
16:07 Maal aur Aulad Allah ke zikr se door karte hain! (Munafiqun/9)
16:21 Introduction of Surah Taghabun
16:48 Aulad aur Biwiyon ko "Fitne" se kyun tabeer kiya gaya hai? (Taghabun/14)
17:24 Introduction of Surah Talaq
17:39 Divorce k kya reasons hote hain?
18:30 Talaq k kya aasaar hote hain?
19:27 Introduction of Surah Tahrim/ Paighambar (s) ki biwiyon ne unse kya jhoot bola?
22:07 Janabe Asiya ne Allah se kis cheez ki dua ki?(Tahrim/11)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 28 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
Topic covered in this video:
00:00 Introduction
00:16 Introduction of Surah Mujadila
00:38 “Zihaar” divorce kise kehte hain?
03:53 Introduction of Surah Hashr
05:06 “Fai” kise kaha jata hai? Kya Baghe Fidak “Fai” h?(Hashr/7)
06:20 Agar Quran pahad par nazil hota to wo bhi toot jata isse kya murad hai? (Hashr/21)
07:17 Kin Ayato k padhne se Insan ko bimari se shifa milti hai? (Hashr/23-24)
07:58 Introduction of Surah Mumtahanah
08:15 Non Muslims k sath relations kaise hone chahye? (Mumtahanah/8)
10:26 Islam aur Aurat ki ahemmiyat (Mumtahanah/12)
11:32 Introduction of Surah Saf
12:07 Janabe Isa ne Paighambar (s) k baare me kya farmaya? (Saf/6)
12:19 Introduction of Surah Jumuah
12:34 Introduction of Surah Munafiqun
13:37 Jab Munafiqeen Sach bol rahe the tab bhi Allah unhe jhoota kyun keh raha hai?(Munafiqun/1)
15:34 Masoomen (as) ki nigah me Munafiq kaun hai?
16:07 Maal aur Aulad Allah ke zikr se door karte hain! (Munafiqun/9)
16:21 Introduction of Surah Taghabun
16:48 Aulad aur Biwiyon ko "Fitne" se kyun tabeer kiya gaya hai? (Taghabun/14)
17:24 Introduction of Surah Talaq
17:39 Divorce k kya reasons hote hain?
18:30 Talaq k kya aasaar hote hain?
19:27 Introduction of Surah Tahrim/ Paighambar (s) ki biwiyon ne unse kya jhoot bola?
22:07 Janabe Asiya ne Allah se kis cheez ki dua ki?(Tahrim/11)
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 29 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
Topics covered in this video:
00:00 Introduction
00:18 Introduction of Surah Mulk
01:12 Kya ye Duniya hamari final destination hai?(Mulk/2)
02:46 Imam Muhammad Baqir (as) ne khusk saali ko kis cheez se tabeer
kiya hai? (Mulk/30)
03:40 Introduction of Surah Qalam
03:56 Rasoole Khuda (s) k husne akhlaq ko Allah ne kaise yaad kiya hai?
(Qalam/4)
04:22 Wo kaun si Ayat hai jiske padhne se kabhi kisi par nazar nahi lagti
hai? (Qalam/51-52)
05:18 Kya Rasoole Khuda Taweez k concept ko qabool karte the?
07:09 Introduction of Surah Haqqah
07:20 Introduction of Surah Ma’arij
07:40 Ghadeer mein Munkire wilayat par kaisa azab nazil hua?
(Ma’arij/1-2)
09:24 Allah k nazdeek ache aur bure afraad k kya sifaat hain?
(Ma’arij/19-27)
11:05 Introduction of Surah Nuh
12:15 Introduction of Surah Jinn
13:10 Jinnat afzal hain ya insan?
13:24 Introduction of Surah Muzzammil
14:23 Masumeen (as) ki nigah me Quran tez padna behtar hai ya samajh
k padhna behtar hai?
14:55 Introduction of Surah Muddassir
15:10 Introduction of Surah Qiyamah
15:39 Introduction of Surah Insan
15:49 Imam-e-Hasan (as) aur Imam-e-Hussain (as) jab bimar hue to
Imam-e-Ali (as) ne kya nazr ki?
17:22 Allah ki mohabbat me kaun Yatimo, Miskino aur Aseero ko
khana khilate hain? (Insan/8)
17:53 Introduction of Surah Mursalat
📽️ Brief Tafsir e Quran
Para 30 in less than 20 minutes
⏳ by Maulana Syed Sikandar Kazim Taqvi sb
Topic covered in this video :
00:00 "Naba" (Khabar) kya thi? (Naba/02)
01:27 Qayamat ke din kaun log baat kar sakenge? "Rooh" se kya murad hai?(Naba/38)
02:25 Introduction Surah e Nazi’at (Kafiron ki Rooh kaise qabz hogi aur Momino ki kaise)
02:59 Takabbur ka Akhri Marhala kya hai?(Nazi’at/24)
03:30 Qayamat mein dunyavi Zindagi ke bere mein Insaan kya sochega?(Nazi’at/46)
04:47 Introduction Surah e A’bas
05:04 Allah ne kyun kaha ke Insaan apne khane ki taraf dekhe? Rooh ki Ghiza kya hoti hai ?(A’bas/24)
05:57 Introduction Surah e Takweer
06:17 Introduction Surah e Infetaar (Insaan ke paas aisi kya chiz hai jo use uske rab ke samne ghamandi bana de. Kiraman Katebin kaun hain?)
07:06 Introduction Surah e Mutaffefin
07:44 Introduction Surah e Inshiqaaq
08:01 Kya Insaan ke liye uske rab se Mulaqat karna Asaan hai?(Inshiqaq/06)
08:49 Introduction Surah e Burooj
09:10 Introduction Surah e Tariq
09:36 Kya Qayamat Mazaq hai? (Tariq/14)
09:56 Introduction Surah e A’laa
10:10 Introduction Surah e Ghashiyah
10:37 Introduction Surah e Fajr
10:49 Allah Ayega yani kya, Allah to jism nahin hai?(Fajr/22)
11:14 Kis ka Nafs, Nafs e Mutmainnah hota hai?(Fajr/27-30)
12:02 Introduction Surah e Balad (Allah ne Shehre Makkah ki Qasam kyun khai? Kya Insaan ke liye Ranj o Musibat se faraar Mumkin hai?)
13:12 Introduction Surah e Shams (Kis ko Kamyabi Hasill hoti hai)
13:45 Introduction Surah e Lail
14:19 Introduction Surah e Zuha (Shan e Nuzul e Surah e Zuha)
15:51 Introduction Surah e sharh
15:58 Introduction Surah e Teen ( Injeer aur zaitoon se kya murad hai)
16:21 Introduction Surah e Alaq
16:54 Kya Allah ki nazron se koi Cheez chupi hai?( Alaq/14)
17:06 Introduction Surah e Qadr
17:17 Introduction Surah e Bayyinah
17:31 Introduction Surah e Zalzala
17:35 Introduction Surah e A’adiyat
17:53 Introduction Surah e Qaria
18:05 Introduction Surah e Takasur (kya nasl aur Daulat ka zyada hona bayis e fakhr hai?)
18:56 Introduction Surah e Asr (Zamane mein Aisa kya hai ke Allah uski Qasam kha raha hai?)
19:27 Introduction Surah e Humazah
19:31 Introduction Surah e Feel
19:36 Introduction Surah e Quraish
19:41 Introduction Surah e Maoon
19:48 Introduction Surah e Kausar
20:03 Introduction Surah e Kaferoon
20:10 Introduction Surah e Nasr
20:15 Introduction Surah e Masad
20:22 Introduction Surah e Ikhlaas
20:25 Introduction Surah e Falaq & Naas
20:54 Shukr e Khuda aur Khuda hafizi